Monday, January 14, 2008

Aap Ko Mujh Se

Aap Ko Mujh Se
Film: Tehzeeb
Singer: Madhushree


aap ko mujh se gilaa hota na shikwa hota
you would not have complained

meri majboori ko gar aapne samjha hota
if you had understood my helplessness

Dard ki yaad me bhi dard hai
there is pain even in the momory of pains

behtar yeh tha apne zakhmon ka hisaab ham ne na rakha hota
it would have been better if I had not kept an account my wounds

meri majboori ko......

khwab dekhe the jo hum ne wo sabhi sach hote
sochiye aisa agar hota to kaisa hota
think how would it be if all the dream I(we) saw would come true

meri majboori....

Glossary (in order of appearence of words in the song)

gilaa=shikwa=complaint
majboori=helplessness
gar=if
samajh=to undererstand
dard=pain
yaad=memory
behtar=better
zhakm=wound
hisaab=account
khwab=dream
dekh=to see
sabhi=all
sach=true
soch=think
agar(same as gar)=if
kaisa=how

Translated and posted to Y! Group by Shastri on Oct 19, 2003

No comments: